KHUSHI
दिल की गहराई नहीं,दिल की आवाज़ है ख़ुशी,
जिन्दगी का रास्ता नहीं जिन्दगी जीने की राज़ है ख़ुशी.
सपनों में आती है दिल को धरकाती है,
जाने कौन दिल की मुमताज़ है ख़ुशी..
हर धरकन में बसी,धर्म की कुरान है ख़ुशी,
जिन्दगी के हर कदम को जीने की सामान है ख़ुशी.
एक बार मांग ले तो जिन्दगी निशार है उस पर,
क्योकि मेरे लिए तो दिल,धरकन और जान है ख़ुशी..
ये खुदा सपने दिखता है तो भेज दे जिन्दगी में,
तू क्या जाने मेरे रूह्ह की हर स्वाश है ख़ुशी.
दर्द बस इतना है की पता नहीं कौन है वो?
पर दिल कहता है की जिन्दगी की सबसे बरी अह्शाश है ख़ुशी..
KHUSHI mere liye koi shabd nahi jo bayan kar du..
Wo to bas mere JINDGI KA EK SAPNA HAI,.
JIS TAK PAHUCHNE KA RASHTA MAI HAR
KADAM DHUNDTA HOON.. PAR WO KABHI MUJHE MILI NAHI...
DARD IS BAAT KA NAHI KI MAI KABHI APNI
KHUSHI KO DHUNDH NAHI PAYA, PAR DUKH
IS BAAT PAR HOTI HAI KI WO BHI ISHE SAMAJHNE
YA JANANE KI KOSHISH NAHI KI JISHE MAI IS NAAM SE PUKARTA RAHA..
MERE LIYE YE SHABD EK KALPANA HAI,
KHAWAB HAI, AGAR SAAF LAFZON ME KAHE
TO "KHUSHI" MERE JINDGI KA SAB SE HASHIN EHSHASH HAI..
BACHPAN SE MERE SAPNE ME EK CHEHRA
AATA THA. JISKA FACE MUJHE KABHI SAAF
SE NAHI DIKHTA....... PAR MAI USHE HAMESHA
"KHUSHI" NAAM SE BULATA THA..,,..
USHKE BAAD JO INSAAN MUJHE SAB SE ACCHA LAGA
MAI USHE HI APNA KHUSHI MANANE LAGA....
PAR SHAYAD WO KABHI IS SHABD KI GAHRAI
KO SAMAJH HI NAHI PYEE.. PAR MUJHE BURA
NAHI LAGA KYUKI SAPNA TO MAINE DEKHA THA USNE NAHI..
AUR FIR EK INSAAN KISI OR KO NAHI SAMAJH
PATA JO HARWAQT USHKE KARIB RAHATA HAI,
FIR KISI AUR KI SAPNON KO KOI KAISHE SAMAJH SAKTA HAI..
PAR DIL AAJ BHI KAHATA HAI KI AGAR JINDGI
ME KUCH BURA HOTA HAI TO YE SAMAJH LENA
CHAHIYE KI AAGE KUCH ACCHA HONE WALA HAI..
KOI TO CHEHRA HAI JISHKA MERI JINDGI SE ATTUT SAMPARK HAI..
AGAR AAJ WO CHEHRA MERA SAPNA HAI,
TO KAL KO APNA HO SAKTA HAI.....
KHUDA SE BAS ITNI SI BANDAGI HAI KI ::::::::-------
YA KHUDA WO JO BHI HO USHE MERI JINDGI ME BHEJ DO..
MUJHE US CHEHRE KA HAR PAL INTIZAAR HAI,
JO MUJHE KHUD SE JYADA SAMJHE,
MERE HAR SAPNE KO APNA EHSHASH SAMJHE,,
JO MERI DHARKAN KO APNA JAAN AUR MERI
PARCHAII KO APNA ASHQ SAMJHE........
No comments:
Post a Comment